and Submit Guest Post
Techrvg ek hindi blog hai jis par hum blogging and online guide ka kaam karte hai. Aap Techrvg blog par as a author guest article likhna chahate ho ye uski guideline hai.
TechRVG ko 17 June 2021 ko start kiya gaya tha tabhi se is par blogging, Crypto , make money or internet ke bare me hindi me jankari share ki jati hai. Ab tak Techrvg par 1,000+ articles publish kiye ja chuke hai. Sabhi articles logo ki help ke liye hai.
Is blog ke alawa hum ek online hindi community forum bhi run karte hai jaha par user apne sawal puch kar apne problem ka solution pa sakte hai.
Humara maksad hai internet ke dwara Indian people ke liye hindi language me information publish karna aur unki madad karna.
Is kaam me aap bhi apna yogdan de kar humari help kar sakte hai.
Aap agar internet world me logo ke sath apna talent share karna chahate hai to aap is blog ke jariye apni knowledge ko puri duniya me pahucha sakte hai.
- Har din 1000ro log is blog read karte hai.
- Aapke article ko all world me padha jayega.
- Aapki author pic all world me show hogi.
- Aapke aur aapke talent ke bare me sari duniya ko pata chalega.
- Har din 1000ro log is blog read karte hai.
- Aapke article ko all world me padha jayega.
- Aapki author pic all world me show hogi.
- Aapke aur aapke talent ke bare me sari duniya ko pata chalega.
Guest Post Benefits:
Free domain, hosting, ssl, premium theme pane ke liye ye article read kare.
- Profile Picture
- Your Name
- Website URL
- Description (Bio)
- Social Profile Link: Facebook, twitter, google+ and YouTube
View Our All Authors
Guest Posting Rules
techrvg par guest post karne ke liye aapko guest policy follow karni hogi otherwise aapko SMI community se block kar diya jayega.
techrvg Join Kaise Kare?
- Your Full Name: Jo aap author bio me show karna chahate hai
- Your Email Address: Jisse aap login karna chahate hai
- Your Website URL: Aapki koi website hai to uska link add kare.
Aap hume Guest Post Form-google form link ya fir direct [email protected] par message send kar sakte ho. Aapka mail milne ke bad aapko login details bta di jayegi uske bad aap admin dashboard par ja kar login kar post write and submit kar sakte ho.